PicsArt Moody Blue Editing Effect

Hello Doston,Aaj Ke Is Post Me Ham Aapko Batayenge Aap Kis Tarah Picsart App Ka Use Karke Moody Blue Colour Ki Editing Kar Sakte Hain.

Agar Aap Sikhna Chahte Hain.To Jo Bhi Ham Aapko Steps Bta Rahe Hain.Aap Dhyan Se Read Kijiye.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

PicsArt App Kya Hai ?

Doston Sabse Pahle Jante Hain.PicsArt App Kya Hai ?Doston PicsArt Ek Photo Editing App Hai.Jisme Ham Kai Tarah Ke Photo Editing Kar Sakte Hain.Example Ke Liye Photo Background Change/Manipulation Editing/Background Colour Change/Photo Retouching/Etc.Kar Sakte Hain.

Ye Sabhi Android Phone Me Available Hai.Or Bahut Hi Easily Ye Aapko play Store Pe Mil Jayega.Aap Free Me Download Kar Ke Use Kar Sakte Hain.To Doston Ab Ham Aapko Jo Bhi Steps Bta Rahe Hain.Aap Follow Kijiye Or Bird Photo Editing Kijiye.

Light Adjustment

Guy’s First Of All Ham Apni Photo Me Light Ki Adjustment Karenge.Kyonki Ham Jab Bhi Photo Click Karaate Hain.Us Time Light Proper Nahi Mil Paati Hamari Photo Me.Isliye Light Ki Adjustment Kaise Karni Hai.Ye Mai Aapko Bata Raha Hu.Aap Dhyan Se Dekhiye.

  • Photo Ko PicsArt App Me Open Kare
  • Ab Tools Pe Click Kare
  • Ab Adjust Ko Slect Kare
  • Ab Brightness/Contrast/Clarity/Seturation Ye Sab Kuchh Apni Photo Me Set Kijiye.
  • Lekin Agar Aapke Face Pe Jyada Iska Effect Aa Jaye To Eraser Ki Help Se Face Se Erase Kijiye.
  • Ab Light Ki Adjustment Ho Gyi.

FX(Effects) Ka Use

Doston Ab Baat Karte Hain.Aapko Effects Kaise Use Karna Hai.Or Kon Sa Effect Use Karna Hai.Doston Ham Aapko Jo Bhi Step Bta Rahe Hain.Aap Bas Follow Kijiye.

  • FX(Effects) Pe Click Kijiye
  • Ab Aapke Samne Bahut Se Effects Ki Category’s Dikhayi Degi.
  • Aapko Sabse End Me Jaana Hai.
  • Colours Wale Category Ko Slect Kare.
  • Ab Colour Replace Pe Click Kijiye.
  • Ab Jo Circle Aapko Dikhega Uske Bich Me Ek Plus Ka Icon Hoga.
  • Plus Wale Icon Ko Background Ke Kisi Ek Colour Pe Rakh Den.
  • Ab Replace Hue Ki Help Se Apne Photo Me Background Colour Ko Change Kijiye

Read Also – PicsArt Wing Photo Editing

Png Kaise Add Kare ?

Doston Saare Process Ko Complete Karne Ke Baad.Ab Aapko Ek Snowfall Ki Png Add Karna Hai.Png Add Karna Bahut Simple Hai.Add Photo Wale Option Pe Click Karke Aap Easily Add Kar Sakte Hain.

Png Kaise Download Kare ?

Doston Maine Aapko Sabkuchh Bta Diya Kaise Apne Photo Me Light Ki Adjustment Karni Hai.Kaise Effects Ka Use krna Hai.Yaha Tak Ki Aapko Ye Bhi Bta Diya Ki Png Kaise Add Karna Hai.

Itna Kuchh Hone Ke Baad Sabse Last Tip And Important Yahi Hai Ki Png Kaise Download Karna Hai.Png Download Karne Ke Liye Niche Jo Aapko PNG Dikha Raha Hai.Uspe Press Karke Rakhiye Or Jab Download Ka Option Aa Jaye.

Tab Aap Download Pe Click Karke Easily Download Kar Sakte Hain.Or Apne Photo Editing Me Use Kar Sakte Hain.Lekin Ek Baat Ka Dhyan Rakhna Guys Jab Aap Png Add Karoge Tab Aap Uske Blend Ko Screen Kar Dena.

Conclusion :- Doston Is Post Me Hamne Aapko Bataya Aap Kis Tarah Picsart App Use Karke Moody Blue Colour Effect Ki Editing Kar Sakte Hain.Saath Hi Png Add Karke Or Bhi Achha Bna Sakte Hain.

Leave a Comment