PicsArt Hair + Face White Cb Editing

Hello Doston, Aaj Ke Is Post Me Ham Aapko Batayenge Aap Kis Tarah Picsart App Ka Use Karke Apne Photo Ko Cb Editing Kar Sakte Hain.

Agar Aap Sikhna Chahte Hain.To Is Post Ko Pura Read Kijiye.I Hope Aapko Ye Post Bahut Help Karegi Aapko Cb Editing Sikhne Me.

PicsArt App Kya Hai ?

Doston Sabse Pahle Jante Hain.PicsArt App Kya Hai ?Doston PicsArt Ek Photo Editing App Hai.Jisme Ham Kai Tarah Ke Photo Editing Kar Sakte Hain.Example Ke Liye Photo Background Change/Manipulation Editing/Background Colour Change/Photo Retouching/Etc.Kar Sakte Hain.

Ye Sabhi Android Phone Me Available Hai.Or Bahut Hi Easily Ye Aapko play Store Pe Mil Jayega.Aap Free Me Download Kar Ke Use Kar Sakte Hain.To Doston Ab Ham Aapko Jo Bhi Steps Bta Rahe Hain.Aap Follow Kijiye Or Bird Photo Editing Kijiye.

Light Adjustment

Guy’s First Of All Ham Apni Photo Me Light Ki Adjustment Karenge.Kyonki Ham Jab Bhi Photo Click Karaate Hain.Us Time Light Proper Nahi Mil Paati Hamari Photo Me.Isliye Light Ki Adjustment Kaise Karni Hai.Ye Mai Aapko Bata Raha Hu.Aap Dhyan Se Dekhiye.

  • Photo Ko PicsArt App Me Open Kare
  • Ab Tools Pe Click Kare
  • Ab Adjust Ko Slect Kare
  • Ab Brightness/Contrast/Clarity/Seturation Ye Sab Kuchh Apni Photo Me Set Kijiye.
  • Lekin Agar Aapke Face Pe Jyada Iska Effect Aa Jaye To Eraser Ki Help Se Face Se Erase Kijiye.
  • Ab Light Ki Adjustment Ho Gyi.

Read Also- PicsArt Photo Editing White Tone Effect

FX(Effects) Ka Use

Doston Ab Baat Karte Hain.Aapko Effects Kaise Use Karna Hai.Or Kon Sa Effect Use Karna Hai.Doston Ham Aapko Jo Bhi Step Bta Rahe Hain.Aap Bas Follow Kijiye.

  • FX(Effects) Pe Click KijiyeAb Aapke Samne Bahut Se Effects Ki Category’s Dikhayi Degi.
  • Aapko Sabse End Me Jaana Hai.
  • Colours Wale Category Ko Slect Kare.
  • Ab Colour Replace Pe Click Kijiye.
  • Ab Jo Circle Aapko Dikhega Uske Bich Me Ek Plus Ka Icon Hoga.
  • Plus Wale Icon Ko Background Ke Kisi Ek Colour Pe Rakh Den.
  • Ab Replace Hue Ki Help Se Apne Photo Me Background Colour Ko Change Kijiye

Background & Png Kaise Download Kare ?

Doston Background Png Download Karna Bahut Aashaan Hai.Niche Aapko Background Or Png Dikh Raha Hoga.Aapko Uspe Tap Karke Rakhna Hai.

Uske Baad Aapko Ek Download Karne Ka Option Milega.Uspe Click Kar Dijiye Aapka Background And Png Easily Download Ho Jayega.

Aarya Amarjit
Aarya Amarjit is a tech geek who is passionate to share his knowledge with people. Here, you will get to read technology blogs ranging from tech terminology, apps, and gadgets reviews to various tips and tricks.