Lightroom Top 10 Xmp Presets Free Download

Hello Doston Aaj Ke Is Post Me Ham Aapko Batayenge Aap Kis Tarah, Lightroom Ke Bright Sky Free Preset Ko Download Kar Sakte Hain Or Use Kar Sakte Hain.

Agar Aapko Janna Hai Preset Ko Kaise Download Karna Hai.Or Kaise Use Karna Hai.To Is Post Ko Pura Read Kijiye.

Lightroom App Kya Hai ?

Doston Preset Ko Use Karne Ya Download Karne Se Pahle Ham Aapko.Bta De Ki Lightroom Kya Hai ? Doston Lightroom Adobe Company Ka Ek Software Hai Or Ye Ek App Bhi Hai.

Iski Help Se Ham Apni Photo Ko Kaafi Achhe Se Retouch Kar Sakte Hain.Agar Aap Kisi Aese App Ki Talaas Me Ho Jo Aapki Photo Me Jaan Daal De.To Aapke Liye Lightroom Se Achha App Koi Nahi Ho Sakta.

Lightroom Me Kaise Edit Kare ?

Doston Jitna Jyada Achha Lightroom App Hai.Usse Bhi Jyada Aashaan Hai.Isko Use Karna.Halanki Lightroom Me Ham Kai Tarah Se Apne Photo Ko Edit Kar Sakte Hain.Doston Lightroom Me Normally 2 Tarah Se Photo Editing Kar Sakte Hain.Sabse Pahla Tarika Hai.Manual Retouching.Aur Dusra Tarika Hai.Preset Ki Help Se 1 Click Me Editing.

Manual Retouching Kya Hai ?

Doston Jaisa Ki Naam Se Pta Chalta Hai.Manual Retouching Matlab Aap Ek Ek Tool Pe Click Karke Usko Adjust Kar Sakte Hain.Light Ko Adjust Kar Sakte Hain/Colour Ko Adjust Kar Sakte Hain/ Or Bhi Bahut Kuchh.Is Process Me Aapko Jyada Time Lag Sakta Hai.

Preset Editing Kya Hai ?

Doston Preset Se Photo Ko Edit Karna.Bahut Hi Aashaan Hai.Is Tarike Se Koi Bhi Apne Photo Ko Edit Kar Sakta Hai.Ye Tarika Bahut Hi Aashaan Hai.Isme Aapko Kuchh Bhi Karne Ki Jaroorat Nahi Hai.

Bas Aap Ek Click Karo.Aapki Photo Apne Aap Edit Ho Jayega.Or Doston Aapko Bta De.Preset

Se Photo Ko Edit Karna To Aashaan Hai Hi.Lekin Aapko Ye Baat Bhi Jaan Lena Chahiye.Lightroom Me Preset 2 Tarah Ke Hote Hain.

Read Also- Top 6 Xmp Presets Free Download

1 Lightroom Dng Preset Kya Hai ?

Doston Agar Aap Jannna Chahte Hain.Lightroom Me Dng Preset Kya Hota Hai ?To Is Article Ko Pura Read Kijiye.Doston Lightroom Dng Preset Ko Ham Copy Kar Sakte Hain

.Or Paste Kar Sakte Hain.Sabse Pahle Aapko Preset Ko Lightroom Me Add Karna Hai.

Ab Preset Ko Open Karna Hai.Open Karne Ke Baad 3 Dot Ke Icon Pe Click Karna Hai.Click Karne Ke Baad Preset Ki Settings Copy Ho Jayega.Ab

Aapko Jis Bhi Photo Ko Edit Karna Hai.Usko Lightroom App Me Open Kijiye.Ab 3 Dot Ke Icon Pe Click Kijjiye.Click Karne Ke Baad.Ab Jaha Se Aapne Preset Ko Copy Kiya Tha.

Uske Niche Aapko Paste Setting Ka Option Dikhega.Paste Settings Pe Aapko Click Karna Hai.Ab Jo Preset Ki Setting Aapne Copy Kiya Tha.Us Settings Se Aapka Photo Sirf 1 Click Me Hi Edit Ho Jayega.

2 Xmp Preset Kya Hota Hai ?

Doston Ab Baat Karte Hain.Lightroom Me Xmp Preset Kya Hota Hai.Doston Jaisa Ki Hamne Aapko Pahle Dng Preset Ke Baare Me Bataya.To Doston Xmp Preset Waisa Nahi Hai.Ise Use Karne Ka Tarika Kuchh Alag Hai.

Sabse Pahle Xmp File Ko File Manager Me Jakar Copy Kare.Ab Aapko Apne Phone Ki File Me Khojna Hai.Android Ka Folder Ab Android Folder Ko Open Karne Ke Baad.Com.Adobe.Lr Pe Click Karna Hai.

Or Isme Aapko Profile Ka Folder Milega.Profile Wale Folder Pe Click Kijiye.Ab User Stayles Me Jakar.Jo

Xmp File Ko Aapne Copy Kiya Tha.Use Paste Kar Dijiye.Or Itna Karne Ke Baad Xmp File Ka Preset Aapke Lightroom Me Add Ho Jayega.

Xmp Preset Kaise Use Kare ?

Doston Hamne Aapko Bataya.Aap Kis Tarah Lightroom Me Xmp Preset Ko Add Kar Sakte Hain.Add Karne Ke Baad Ab Lightroom App Ko Open Kijiye.

OpenKarne Ke Baad.Lightroom Me Apne Photo Ko Add Kijiye.Photo Add Karne Ke Baad.Aapko Lightroom Me Ek Profile Ka Tool Milega.

Profile Wale Tool Pe Click Kijiye.Ab Lightroom Me Pahle Se Kuchh Profiles Dikhega Aapko.Or Jo Xmp

Preset Aapne Add Kiya Tha Wo Bhi Dikhega.Aap Jo Bhi Preset Add Kiye Ho.Uski Help Se Sirf Ek Click Me Apne Photo Ko Edit Kijiye.

Top 10 Preset Kaise Download Kare ?

Doston Preset Ko Download Karne Ke Liye Niche Aapko Ek Download Ka Button Milega Uspe Tap Karke Aap Easily Download Page Par PahuchJayenge.

SimplyAapko Download Pe Click Karke Download Kar Lena Hai.

 

Aarya Amarjit
Aarya Amarjit is a tech geek who is passionate to share his knowledge with people. Here, you will get to read technology blogs ranging from tech terminology, apps, and gadgets reviews to various tips and tricks.